Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChitra Singh
HomeChitra Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai ab wo narmee kahan kho gayi ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai faasle phir ye kyun ho gaye ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi ye bataa de
ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein tumse sadiyon ki wafaon ka koi naata tha tumse sadiyon ki wafaon ka koi naata tha tumse milne ki lakeeren thi mere hathon mein tumse milne ki lakeeren thi mere hathon mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein ye haqeeqat hai tere vaadon ne humen ghar se nikalne na diya tere vaadon ne humen ghar se nikalne na diya log mausam ka maza le gaye barsaaton mein log mausam ka maza le gaye barsaaton mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein ab na sooraj na sitare na sama aur na chaand ab na sooraj na sitare na sama aur na chaand apne zakhmon ka ujaala hai ghani raaton mein apne zakhmon ka ujaala hai ghani raaton mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein
ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna in bahaaron mein dil ki kali khil gayi mujh ko tum jo mille har khushi mil gayi tere honthon pe hain husn ki bijliyaan tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan tere daaman ki khushboo se mehke chaman sangemarmar ke jaisa ye tera badan mere jaanejaan main teri chaandni chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna ye bandhan hai pyaar ka dekho toote na sajni ye janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna tere aanchal ki chhaaon ke talle meri manzil mujhe mil gayi teri palkon ki chhaaon ke talle mohaabat mujhe mil gayi ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna in bahaaron mein dil ki kali khil gayi mujhko tum jo mille har khushi mil gayi ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon aa masti ki raat mein apna tumko bana loon uthne lage hain
ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai naa baadlon ki chhanv meinnnn naa chandani ke gaanv mein naa phool jaise raasteeee bane hain iske waaste magar ye ghar ajeeb hai zameen ke kareeb hai ye eeth pathron ka ghar humari hasraton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai jo chandani nahin to kyaaaa ke roshani hai pyaar ki dilon ke phool khil gayee to fikr kya bahaar ki humare ghar naa aayegi kabhi khushi udhaar ki humari raahton ka ghar humari chaahton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai yahaan mehak wafaaon ki muhabbaton ka rang hai ye ghar tumhara khaab hai ye ghar meri umang hai
tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana ke khushi se mar na jaate agar aitbaar hota yeh na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qiismat ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se koi chaara saaz hota koi ghum gusaar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota ye na thi humari qismat kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qismat
zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein bas yahi zurm kiya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin meri kismat mein jo likhe the unhi kaanton se meri kismat mein jo likhe the unhi kaanton se dil ke zakhmon ko siya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin ab gire sang ke shishon ki hoon baarish faakir ab gire sang ke shishon ki hoon baarish faakir ab kafan odh liya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Bataa De Mujhe Zindagi Saath Saath (1982) 05:00 21461
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Duration : 05:00   Song Number : 21461   

Ye Haqeeqat Hai Ke Hota Hai Chitra Singh 06:44 37972
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:44   Song Number : 37972   

Ye haseen vaadiyaan Roja (1992) 05:16 11675
 
Poster of Roja (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Madhu, Arvind Swamy
Duration : 05:16   Song Number : 11675   

Ye Tera Ghar Ye Saath Saath (1982) 05:14 21485
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval
Duration : 05:14   Song Number : 21485   

Yeh Na Thi Humari Qismat Chitra Singh 04:28 15694
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Year- 
1954
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 15694   

Zindagi Tujhko Jiya Hai Chitra Singh 04:42 19743
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:42   Song Number : 19743   
Karaoke Songs of chitra singh, Sad Songs of chitra singh, Love Songs of chitra singh, Dance Songs of chitra singh, Hip-hop songs of chitra singh, Best songs of chitra singh, Super hit songs of chitra singh, hit songs of chitra singh, duet songs of chitra singh, solo songs of chitra singh, old songs of chitra singh, famous songs of chitra singh, Hindi Karaoke Songs of chitra singh, Hindi Sad Songs of chitra singh, Hindi Love Songs of chitra singh, Hindi Dance Songs of chitra singh, Hindi Hip-hop songs of chitra singh, best Hindi songs of chitra singh, super hit Hindi songs of chitra singh, hit Hindi songs of chitra singh, duet Hindi songs of chitra singh, solo Hindi songs of chitra singh, old Hindi songs of chitra singh, famous Hindi songs of chitra singh, Sing Along Songs of chitra singh, Sing Along Sad Songs of chitra singh, Sing Along Love Songs of chitra singh, Sing Along Dance Songs of chitra singh, Sing Along Hip-hop songs of chitra singh, Sing Along Best songs of chitra singh, Sing Along Super hit songs of chitra singh, Sing Along hit songs of chitra singh, Sing Along duet songs of chitra singh, Sing Along solo songs of chitra singh, Sing Along old songs of chitra singh, Sing Along famous songs of chitra singh